#Harmonica beginnets alankar practice 9week
Hello friend i hope ap sab badhia ho aur apka harmonica practice bhi bohat achha chal raha hoga.chalo start karte hai practice.....
Alankar
Saregamagare, regamapamaga,gamapadhapama, mapadhanisanidha
Sanidhapadhapa, nidhapamapama, dhapamagamaga, pamagaregare, magaresaresa
Isko achhe se practice kijie ga aur aj apko changer use alankar bataunga....agar changer press kar ke sa (blow) karne se (re) bajega, re (draw) karne se (ga) bajega, ma (draw) se (ma) hi play hoga iss ko ma tibar kahte hai, pa (blow) karne se (dha)bajega, dha (draw) karne se (ni)bajega, friends isko practice karna hai apko har din abhi tak me jitne bhi alankar bataya hun un sab ko achhe se practice karna hai...next apko me song notes bataunga jisse dekh ap song play kar sakte....kuch breath improvement excercise bataunga..jisse apka harmonica long time tak play karne ka stamina banne......thank you for read
If you wanna buy harmonica click here https://amzn.to/2YLL1Qi
If you wanna buy harmonica click here https://amzn.to/2YLL1Qi
Comments
Post a Comment