#Best harmonica for beginners

#Best harmonica for beginners

Hello friend harmonica sikhne se pahle apko pata hona chahie ki kaun sa harmonica best hai sekhne keliye  beginning time me,
Pahle apko ye dekhna padega ki ap kitna packet money hai kaha tak kharcha kar sakte ho aur ap kaha tak sikhna chahte ho.
Agar ap aise hi kabhi kabhi baja na chahte ho toh koi bhi harmonica kharidne se bhi chalega....

Aur agar ap sach me harmonica bajana sikhna chahte ho,koi bhi song , music baja na chahte ho.

Two types of harmonica 

  1. Diatonik
  2. Chromatic

Diatonik harmonica

Diatonik harmonica jada tarah 4hole ,10hole,12hole,16hole,24hole aate hai  diatonik harmonica pe koi bhi hole pe fuk aur khich (blow and draw)kar sakte hai is me koi bhi changer nahi rehta hai aur is pe ap sharp notes matlab ap komal sur nahi baja sakte is pe ap sare song ya music nahi baja sakte.....

Chromitic harmonica

Chromatic harmonica  ye harmonica me ek changer hota hai jise ap sharp note (komal sur) baja sakte hai aur is harmonica se sare song aur music baja sakte ho ap...

Which harmonica buy

Ek beginners keliye 12 or 24chromatic hai hi best rehta hai kyun ki beginners fukna aur khichna(blow and draw) thik se hota  kyun is me hole thode bade hote hai aur diatonic me chhota hole hota hai isliye jab ap blow ya  draw karte ho toh pata nahi chalta kaunsa hole bajaya.......

Best harmonica list

24hole Tower chromatic harmonica
Aur kuch best harmonica link https://amzn.to/2YLL1Qi

Comments